Do pal
Publié lundi 28 février 2005
Dernière modification lundi 28 février 2005
Article lu 1706 fois
Par
◀ | Aisa des hai mera |
Do pal ruka khwaabon ka kaaravaan
La caravane des rêves s’est arrêtée un instant
Aur phir chal diye tum kahaan ham kahaan
Puis où es-tu parti, où suis-je parti ?
Do pal ki thi yeh dilon ki daastaan
C’était une histoire de cœur qui n’a duré qu’un instant
Aur phir chal diye tum kahaan ham kahaan
Puis où es-tu parti, où suis-je parti ?
Aur phir chal diye tum kahaan ham kahaan
Tum the ki thi koi ujali kiran
Était-ce toi ou un rayon de lumière
Tum the ya koi kali muskaai thi
Était-ce toi ou un bourgeon me souriait
Tum the ya sapnon ka tha saawan
Était-ce toi ou la mousson de rêves
Tum the ya khushiyon ki ghata chhaai thi
Était-ce toi ou un nuage de bonheur qui s’était étendu
Tum the ki tha koi phuul khila
Était-ce toi ou une fleur qui s’était ouverte
Tum the ya mila tha mujhe naya jahaan
Était-ce toi ou avais-je trouvé un nouveau monde
Do pal ruka khwaabon ka kaaravaan
La caravane des rêves s’est arrêtée un instant
Aur phir chal diye tum kahaan ham kahaan
Puis où es-tu parti, où suis-je parti ?
Do pal ki thi yeh dilon ki daastaan
C’était une histoire de cœur qui n’a duré qu’un instant
Aur phir chal diye tum kahaan ham kahaan
Puis où es-tu parti, où suis-je parti ?
Aur phir chal diye tum kahaan ham kahaan
Tum the ya khushbu hawaaon mein thi
Était-ce toi ou le parfum dans le vent
Tum the ya rang saari dishaaon mein the
Était-ce toi ou une explosion de couleur-bonheur
Tum the ya roshni raahon men thi
Était-ce toi ou j’avais suivi des chemins de lumière
Tum the ya git guunje fizaaon mein the
Était-ce toi ou une chanson résonnait dans le vent
Tum the mile ya mili thi manzilein
T’avais-je trouvé ou avais-je trouvé ma destination finale
Tum the ki tha jaadu bhara koi samaan
Était-ce toi ou un moment empli de magie