Khamoshiyaan
Publié mardi 1er novembre 2005
Dernière modification lundi 31 octobre 2005
Article lu 924 fois
Par
◀ | Dil Ki Baazi |
khamoshiyaan gungunane lagi
Les silences se mettent à murmurer
tanhaeyaan muskuraane lagi
les instants de solitudes se mettent à sourire
khamoshiyaan gungunane lagi
tanhaeyaan muskuraane lagi
khamoshiyaan gungunane lagi
tanhaeyaan muskuraane lagi
sargoshi kare hawa, chupke se mujhe kaha
le vent me susurre en silence
dil ka haal bata, dilbar se, na chhupa
dis à ton aimé l’état dans lequel se trouve ton cœur, ne le cache pas
sunke baat ye sharm se meri aankhen jhuk jaane lagi
en entendant cela mes yeux se baisse par timidité
khamoshiyaan gungunane lagi
tanhaeyaan muskuraane lagi
sargoshi kare hawa, chupke se mujhe kaha
dil ka haal bata, dilbar se na chhupa
sun ke baat ye sharm se meri aankhen jhuk jaane lagi
jaag utha hai sapna kiska meri in aankhon mein
mais de qui est ce rêve qui s’est éveillé dans mes yeux
ek nayi zindagi shaamil ho rahi saanson mein
une nouvelle vie se mêle à mon souffle
kisi ki aati hai sadaa hawaaon mein
quelqu’un m’appelle dans le vent
kisi ki baatein hain dabi si honthon mein
Ses paroles sont accrochées sur mes lèvres
raat din meri aankhon mein koi parchhaaee lahraane lagi
nuit et jour, des ombres se mettent à onduler dans mes yeux.
khamoshiyaan gungunane lagi
tanhaeyaan muskuraane lagi
dil ka ye karwaan yun hi tha rawaan rawaan
mon cœur dérivait ainsi
manzil na hamsafar lekin naye meharbaan
sans destination ni compagnon de voyages mais désormais avec un nouvel ami
teri wo ek nazar kar gayi asar duniya sanvar jaane lagi
juste un regard de toi a suffit à embellir le monde
khamoshiyaan gungunane lagi
tanhaeyaan muskuraane lagi
sharm-o-haya se keh do khuda hafiz o meri jaanaa
Dis adieu à ta timidité, ma chérie
hai ghadi milan ki khudaaraa laut ke naa aanaa
c’est le moment de notre rencontre, vient pour l’amour de dieu ne fais pas marche arrière
raat ka pardaa hamaari hi khaatir
le rideau de la nuit est juste pour nous
saje hain hum bhi to tumhaari hi khaatir
je me suis faite belle juste pour toi
jaise tum paas aate ho saanse ruk jaane lagi
lorsque tu t’approches de moi, mon souffle s’éteint aussitôt
khamoshiyaan gungunane lagi
khamoshiyaan gungunane lagi
tanhaeyaan muskuraane lagi
tanhaeyaan muskuraane lagi
dil ka ye karwaan yun hi tha rawaan rawaan
manzil na hamsafar lekin naye meharbaan
teri wo ek nazar kar gayi asar duniya sanvar jaane lagi
khamoshiyaan gungunane lagi
tanhaeyaan muskuraane lagi